पतिहंत्री- क्या प्रेमी के लिए पति को मौत के घाट उतार पाई अनामिका? Podcast with Neeraj Yadav cover art

पतिहंत्री- क्या प्रेमी के लिए पति को मौत के घाट उतार पाई अनामिका?

Grihshobha

Preview
View show details
Kishan aur Anamika pati-patni the. Kishan ek sadharan vyakti tha. Sameer Kishan ka dost tha jo uske pados mein rehta tha. Anamika ko Kishan ki tulna mein Sameer zyada achcha lagne laga. Vah Sameer se phone par baat karti rehti aur phir unke beech sambandh bhi ban gaye. Kishan ko iss baat ka pata chala aur usne Anamika ko chetavani di lekin vah nahin maani. Lekin phir Anamika aur Sameer ne mil kar kya yojna banaayi?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
No reviews yet