Ramayana Ke 25 Anjaan Paatra Podcast By Adarsh Shukla cover art

Ramayana Ke 25 Anjaan Paatra

Preview

Audible Standard 30-day free trial

Try Standard free
Select 1 audiobook a month from our entire collection of titles.
Yours as long as you’re a member.
Get unlimited access to bingeable podcasts.
Standard auto renews for $8.99 a month after 30 days. Cancel anytime.

Ramayana Ke 25 Anjaan Paatra

By: Adarsh Shukla
Try Standard free

$8.99 a month after 30 days. Cancel anytime.

Ramayana Prabhu Shri Ram Ki Katha Hai Lekin Is Mahakavya ke Kai Kirdaar hain jo behad mahatvapoorna hote hue bhi gumnaam ho gaye hain. Ramayana Ke Kuch hi paatra lokpriye hain lekin aise bahut se kirdaar hain jinhone Ramayana mein itna bada yogdaan dia ki unki katha jaane bina hum Ramkatha ko Nahi samajh sakte. Hum Is Show mein Ramayan Ke Aise hi 25 Gumnaam Paatro ki katha lekar aaye hain. Is Show ka maksad Ramayana ke in Anjaan Paatro ki kahaani se duniya ka parichay karaana hai.©2021 Peeyush Singh (P)2021 Peeyush Singh
Episodes
  • Episode 25: Sushen Vaidya ki Katha
    Dec 20 2021
    Lakshman ji ke Praan bachane wale Sushen Vaidya ke jeevan ki aur bhi kahaniya Ramayana mein kaafi mahtva rakhti hain lekin unke baare mein aam logon ko nahi pata hai. Ravan Vadh ke baad Shri Ram ke nanihal mein basne wale Sushen Vaidya ki poori katha janiye,vistaar se.
    Show more Show less
    15 mins
  • Episode 24: Matang ki Katha
    Dec 20 2021
    Shabri ke Guru aur mahaan Sant Matang ki katha bahut rochak hai. Unka Jikra Ramayana mein kai baar aata hai lekin unki katha ko kabhi pramukhta se dikhaya nahi gaya hai. Hum aapke liye lekar aaye hain Mahan Tapasvi Matang Rishi ki katha jinke shrap ke kaaran hi Baali se Sugreev ke pranon ki raksha ho paayi thi. Janiye poori katha,vistaar se.
    Show more Show less
    15 mins
  • Episode 23: Sumitra ki Katha
    Dec 20 2021
    Ramayana mein adarsh Maa ka koi sabse bada udahrana hain Mata Sumitra. Apne ek bete Lakshman ko Shri Ram ki seva mein aur doosre bete ko Bharat Ji ki Seva mein laga diye. Sumitra Ji ka Jeevan khud Anyaay sehte hue guzra lekin unhone apni mahantaa ke kaaran fir bhi itna bada yogdaan dia jiski kalpna bhi nahi ki ja sakti. Jaaniye Mata Sumitra ki katha,vistaar se.
    Show more Show less
    15 mins
No reviews yet